Zaroori Tha Lyrics - Rahat Fateh Ali Khan - Back 2 Love

Zaroori Tha Lyrics - Rahat Fateh Ali Khan - Back 2 Love

Zaroori Tha Lyrics - Rahat Fateh Ali Khan Zaroori Tha Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan


Song: Zaroori Tha
Singers: Rahat Fateh Ali Khan
Album: Back 2 Love
Music Label: © Universal Music
Year: 2014


Zaroori Tha Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan


Lafz Kitne Tere Pairon Se Lipte Honge


Too Ne Jab Aakhri Khat Mera Jalaya Hoga


Tu Ne Jab Phool Kitabon Se Nikaale Honge


Dene Wala Bhi Tujhe Yaad To Aaya Hoga


Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha


Mohabbat Bhi Zaroori Thi, Bichadna Bhi Jaroori Tha


Zaroori Tha Ke Hum Dono Tavaafe Aarzu Karte


Magar Phir Aarzuon Ka Bikharna Bhi Jaruri Tha


Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha


Batao Yaad Hai Tumko, Vo Jab Dil Ko Churaya Tha


Churayi Cheez Ko Tumne, Khuda Ka Ghar Banaya Tha


Vo Jab Kehte The Mera Naam Tum Tasbee Mein Padhte Ho


Mohabbat Ki Ko Zara Karne Se Darte Ho


Magar Ab Yaad Aata Hai, Vo Baatein Thi Mehaz Baatein


Kahin Baaton Hi Baaton Mein, Mukarna Bhi Zaroori Tha


Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha


Vahi Hain Sooratein Apni, Vahi Hu Main Vahi Tum Ho


Magar Khoya Hun Main, Magar Tum Bhi Kahin Ghum Ho


Mohabbat Mein Daghaa Ki Thi So Kaafir The So Qaafir Hain


Mili Hain Manzilein Phir Bhi, Musafir The Musafir Hain


Tere Dil Ke Nikaale Hum, Kahaan Bhatke Kaha Pahunche


Magar Bhatke Toh Yaad Aaya, Bhatkna Bhi Jaruri Tha


Mohabbat Bhi Zaroori Thi, Bichadna Bhi Jaroori Tha


Zaroori Tha Ke Hum Dono Tavaafe Aarzu Karte


Magar Phir Aarzuon Ka Bikharna Bhi Jaruri Tha


Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha




Zaroori Tha Lyrics - Rahat Fateh Ali Khan - Back 2 Love
Previous Post Next Post

Contact Form